Reliance life insurance
Reliance life insurance company top 2 rated private insurance company me aati hai,ye tab prove hua jab Brand Equity-Nielsen ne 2014 me servey kiya tha. Reliance insurance company ke best advise,smart help support aur best employees ke wajahse logoka bharosa jeet liya hai. Iss company me lagbhag 10 million policy holders ,strong network ke wajahse 800 ke aaspass branches aur 100000 se jada advisor hai.
Ye company life ka insurance to karwati hai par uske alawa stock brocking, life & general insurance, proprietary investment, Management and mutual fund jaisi financial services bhi pradan karti hai. Reliance life insurance company reliance capital group kahi part hai jiski wajahse ye company financial service deti hai.
Reliance company saving, investment ,health ,retirement, child,reliance life caters,namely protection, individualy aur group me bhi vima(insurance) karwati hai. Reliance insurance company ka claim ratio 2015 me lagbhag 94.48% tha.
Ye insurance company following type ki policy protect karti hai:
Apki money safe rakhti hai, owner ke personal accident bhi protect karti hai, accident breakage me help etc.protection insurance pane wale ko deti hai.
Iss post me muze jo bhi pata tha reliance insurance company ke bareme wo sab mene bata diya so agar kuchh iss post me kuchh add karwana chahte ho ya kuchh help chahte hai to comment me likh dena aur humare sath jude rehne ke liye iss site ko subscribe jarur kar lena.
Tags:
Insurance