Ganga river itni holy/Pavitra kyu hai,जानिये Scientific इसका कारण!

Ganga river itni holy/Pavitra  kyu hai,जानिये Scientific इसका कारण!
   
                 Hum roj naye naye facts jante hai so dosto aaj bhi me apke liye lekar aya hu kuchh aisahi fact that related with ganga river .to dosto hume pata hai ki ganga river ko dunia ki sabse holy/pavitra nadi/river mana jata hai par shayad hume ye nahi pata ki scientific  theory ne ganga river ki pavitrata ke bareme kya reason diya. So dosto me hu factlook aur aaj hum janenge ki ganga river itni holy kyu hai.

         Dosto hume pata hai ki humari dunia bahut saare rahasyo se bhari hui hai par unn rahasyomese kuchh hi hum sulza pate hai  aur dunia me aisebhi bahut saare Rahasya hai jiske bareme hume abhi tak nahi pata. To dosto me aaj dunia ki sabse holy river maani jaane wali ganga river ke raaj ke bareme bataunga ki ganga nadi/river itni pavitra akhir kyu maani jati hai?
            Agar hum ganga river ko spirituality se jod de to hume aisa pata chalta hai ki ganga river kabhi apavitra nahi hogi aisa wardan mila tha. Par spiritualily  ka kya yaar isse to kuchh log mante hai aur kuchh log mante nahi par agar science  bhi Ganga river ki tarif kare to??  Hha dosto science bhi humari ganga river ko pavitra manane ko Thukra nahi saka kyuki ye 100% abhi bhi proved hai ki ganga holy river hai. Agar science  me kahe to Ganga river me oxygenated bahut pure water hai jiska oxygen kabhi kam nahi hota aur isike chalte ganga river Ka paani pure hai. Kya apko pata hai ki ganga river me log kitni gandhagi  failate hai? Nahi naa? To dosto india me sabse jada gandhagi hum jitni rivero me failate hai unmese ek ganga river bhi hai.parantu ganga river apni immpurity ko chhupa leti hai usike wajahse agar koi ganga Ka paani piye, uss panise nahaye fir bhi koi disease nahi hota.hai naa ye kamaal ki baat ?aur ye sab sambhav hai more oxygenated  water ki wajah se.

          Dosto kuchh scientists ne ek anokha experiment  kiya tha Ganga river par. Uske liye unhone dunia ki sabhi budi nadiyo ka paani lake unko alag alag tanki me rakha aur usme bahut saare impurities  daal diye aur agle 50 saalo tak unn sabhi tankiyo ko seal kar diya. Jabh 50 saalo me unn tankiyo to khol ke jab experiment  kiya gaya to result ye aya ki baaki saari nadiyo ka panni kharab/ Impure ho gaya tha aur panni ke oxygen bhi khatam ho gaye the parantu ganga river ka paani uss wakt bhi pure tha waisahi jaisa pehle tha. Isse ye pata chalta hai dosto ki ho na ho bahut bada raaj to hai iss ganga river me aur himalaya me par hum usse khoj nahi sakte.
           To dosto mene science  ki madat se ye bata Diya ki Ganga itna Pavitra kyu mana jata hai! Agar article achha lage to please share karna, suggestions  dena ho to comment karna aur humare Agle aisehi article padne ke liye factlook ko subscribe karna. 

Post a Comment

Previous Post Next Post